krishna dutta offical

krishna dutta offical

Share

मैं एक डिजिटल क्रिएटर हूं. माई इज पेज मैं आपको थोड़ी प्रेरणा या थोड़ी खुशी देने की कोशिश करूंगा। अगर आप लोग मेरा साथ देंगे तो मुझे बहुत ख़ुशी होगी.

18/07/2026

🥀 अधूरी मोहब्बत... 🥀

Main to hamesha tere saath zameen par chalti rahi,
Aur tujhe apni har dua mein maanga.

Tune mujhe aasman ke sapne to dikha diye...
Lekin jab meri zindagi ko teri sabse zyada zarurat thi,
Tab tune hi mera haath chhod diya.

Aaj bhi yaad aata hai woh pal...
Jab maine tujhe apna samjha tha,
Aur tune mujhe sirf ek yaad bana diya.

Kuch rishte toot kar bhi khatam nahi hote...
Woh bas zindagi bhar dil mein dard bankar reh jaate hain. 💔

— Krishna Dutta

Want your business to be the top-listed Gym/sports Facility in Jorhat?

Click here to claim your Sponsored Listing.

Location

Address


Jorhat, Dichoi Nagar
Jorhat
785001